DOHA:
Bando Santoshi Charan, Riddhi Siddhi Datar | Dhyan Dharat He Hott Nar, Dukh Sagar Se Paar || Bhaktan Ko Santosh De, Santoshi tav Nama | agdamba Aab, Aaya Tere Dham ||
Jai santoshi maat anupam | Shanti daayani roop manoram || Sundar varan chaturbhuj rupa | Vaish manohar lalit anupa ||
Shwetambar roop manhaari | Maa! tumhari chavi jag se nayari || Divy swarup aayat lochan | Darshan se ho sankat mochan ||
Jai ganesh ki suta bhavani | Ridhi sidhi ki putri gyani || Aagam aagochar tumhari maya | Sab par karo kripa ki chaya ||
Naam aanek tumharo mata | Aakhil vishv hai tumko dhayata || Tumne roop aaneko dhare | Ko kahi sake charitra tumhare ||
Dham aanek kahan tak kahiye | Sumiran tab karke sukh lehiye || Vindiyachal mai vindiyavasini | Koteshwar saraswati suhasini ||
Kalkate mai tu hi kali | Dusht nashini mahakarali || Samhal pur bahuchara kahati | Bhaktjano ka dukh mitati ||
Jwala ji mai jwala devi | Pujat nitay bhakt jan savi || Nagar bambai ki maharani | Maha Lakshmi tum kalyani ||
Madura mai meenakshi tum ho | Sukh-dukh sabki sakshi tum ho || Rajnagar mai tum jagdambay | Banee bhradkali tum ambe ||
Pavagadh mai durga mata | Akhil Vishav tera yash gatta || Kashi puradhishwari mata || Aaanpurna naam suhata ||
Sarwanand karo kaliyani || Tumhi sharda amrit vani || Tumhari mahima jal mai thal mai || Dukh darid sab meto pal mai ||
Jete risiwar aur munisha || Narad dev aur devesha ||
Es jagati ke nar aur nari || Dhayan dharat hai maat tumhari ||
Japar kripa tumhari hoti || Veh patta bhakti ka moti ||
Dukh darid sankat mit jata || Dhayan tumhara jo jan dhayata ||
Jo jan tumhari mahima gave || Dhayan tumhara kar such pave || Jo maan rakhe sudh bhavana || Taki puran karo kamna ||
Kumti nivari sumati ki datri || Jayati Jayati Mata Jagdhatri || Sukarwar ka diwas suhavan | Jo vart kare tumhara paven ||
Guud chole ka bhog lagave | Katha tumhari sune sunnave || Vidhivat puja kare tumhari | Phir Prasad pave subhkari ||
Shakti samrath ho jo dhan ko | Dan dakshina de vipran ko || Ve jagti ke nar aur nari | Maanvanchit phal pave bhari ||
Jo jan sharan tumhari jave | So nishchaye bhav se tar jave || Tumharo dyan kumari dhayave | Nishchaye maanvanchit var pave ||
Sadhva pooja kare tuhari | Amar suhagin ho wo nari || Vidhva dhar ke dhyan tumhara | Bhavsagar se utre para ||
Jayati jayati jai sankat harni | Vidhan vinashan mangal karni || Hum par sankat hai aati bhari | Vegi khabar lo maat hamari ||
Nishidin dhayan tumharo dhayta | Dehi bhakti var hum ko mata || Yeh chalisa jo nit gave | So bhavsagar se tar jave ||
॥ Jai Ganesh Girija Suvan Mangal Karan Kripal Denan Ke Dukh Door Kari Kijei Nath Nihal Jai Jai Shri Shanidev Prabhu Sunahu Vinae Maharaj, Karu Kripa He Ravi Tanae Rakhhu Jan Ki Laj॥
॥Jayati Jayati Shanidev Deyala Karat Sada Bha gatan Pratipala. Chari Bhuja, Tanu Sham Viraje Mathe Ratan Mukut Chhavi Chaje. Param Vishal Manohar Bhala Tedhi Drishti Bhrkuti Vikarala. Kundal Shravan Chamacham Chamake Hiye Maal Muktan Mani Damke. ॥ ॥Kar Me Gada Trishul Kuthara Pal Bich Kare Arihi Sahara.Pingal, Krishno, Chhaaya, Nandan, Yam Konsth, Raudra, Dukh Bhanjan.Sauri, Mand Shani, Dash Nama Bhanu Putra Pujahe Sab Kama. Japar Prabhu Prasann Have Jahi Rankhu Raav Kare shann Maahi ॥ ॥ Parvathu Trun Hoi Niharat Trinahu Ko Parvat Kari Darat. Raaj Milat Vann Ramahi Dinho Kaikeihu Ki Mati Hari Linho. Vanhu Me Mrig Kapat Dikhai Matu Janki Gai Churai. Lashanahi Shakti Vikal Karidara Machiga Dal Me Hahakara.॥
॥ Ravan Ki Gati-Mati Baurai Ramachandra So Bair Badhai. Diyo Keet Kari Kanchan Lanka, Baji Bajarang Bir Ki Danka. Nrip Vikram Par Tuhi Pagu Dhara, Chitra Mayoor Nigali Gai Hara. Haar Naulakha Lageo Chori Hath Pair Daravao Tori ॥
॥ Bhari Dasha Nikrasht Dikhao Telahi Ghar Kolhu Chalvao. Vinae Raag Deepak Mah Kinhao Tab Prasann Prabhu Hve Sukh Dinho. Harishchandra Nrip Nari Bikani Aaphu Bhare Dom Ghar Pani. Taise Nal Par Dasha Sirani Bhunji-Meen Kud Gai Pani. ॥
॥ Shri Shankarahi Gaheo Jab Jai Paravati Ko Sati Karai. Tanik Vikalokat Hi Kari Resa Nabh Udi Gato Gaurisut Seema. Pandav Par Bhai Dasha Tumhari Bachi Dropadi Hoti Ughari. Kaurav Ke Bhi Gati Mati Mareyo Yudh Mahabharat Kari Dareyo॥
॥ Ravi Kah Mukh Meh Dhari Tatkala Lekar Kudi Pareye Patala. Shesh Dev-Lakhi Vinati Lai Ravi Ko Mukh Te Diyo Chudai. Vahan Prabhu Ke Saat Sujana Jag Diggaj Gardabh Mrig Svana. Jambuk Sinh Aadi Nakh Dhari So Phal Jyotish Kehat Pukari. ॥
॥ Gaj Vahan Lakshmi Greh Aave Hay Te Sukh Sampati Upjave. Gardabh Hani Kare Bahu Kaja Singh Sidhakar Raj Samaja. Jambuk Budhi Nasht Kar Dare Mrig De Kasht Pran Sahare. Jab Avahe Svan Savari Chori Aadi Hoe Dae Bhari. ॥
॥ Taisi Chari Charan Yeh Nama Svarn Lauh Chandi Aru Tama. Lauh Charan Par Jab Prabhu Aave Dhan Jan Sampati Nasht Karave. Samta Tamra Rajat Shubhkari Svarn Sarvasukh Mangal Bhari. Jo Yah Shani Charitra Nit Gave Kabhu Na Dasha Nikrisht Satave ॥
॥ Adbhut Nath Dikhave Lela Kare Shatru Ke Nashi Bali Dhila. Jo Pandit Suyogya Bulavi Vidhivat Shani Greh Shanti Krai. Peepal Jal Shani Divas Chadhavat Deep Daan hai Bahu Sukh Kehat Ram Sundar Prabhu Dasa Shani Sumirat Sukh Hot Prakasha ॥
Doha ॥ Path Shanishchar Dev Ko Ki Ho Bhagat Teyar, Karat Path Chalis Din Ho Bhavsagar Paar ॥
Om Jai Lakshmi Mata, Maiya Jai Lakshmi Mata, Tumko Nishdin Sevat, Tumko Nishdin Sevat, Har Vishnu Vidhata. Om Jai Lakshmi Mata Om Jai Lakshmi Mata, Maiya Jai Lakshmi Mata, Tumko Nishdin Sevat, Tumko Nishdin Sevat, Har Vishnu Vidhata. Om Jai Lakshmi Mata Uma Rama Bharmani, Tum Hi Jag Mata, maiyya tum hi jag mata Surya Chandrma Dhyavat, Surya Chandrma Dhyavat Naarad Rishee Gata. Om Jai Lakshmi Mata Durga Roop Niranjani, Sukh Sampati Data, maiyya sukh sampati data Jo Koi Tum Ko Dhayata, Jo Koi Tum Ko Dhayata Riddhi Siddhi Pata. Om Jai Lakshmi Mata Tum Patal Nivasini, Tum Hi Shubh Data, maiyya tum hi subh data Karam-Prabhav-Prakashini, Karam-Prabhav-Prakashini Bhav Nidhi Ki Trata. Om Jai Lakshmi Mata Jis Ghar Mein Tum Rahti, Sab Sadgun Aata, maiyya sab sadgun aata Sab Sambhav Ho Jata, Sab Sambhav Ho Jata Man Nahi Ghabrata. Om Jai Lakshmi Mata Tum Bin Yagya Na Hove, Vastra No ho Pata, maiyya vastra na ho pata Khan-Pana Ka Vaibhav, Khan-Pana Ka Vaibhav Sub Tumse aata. Om Jai Lakshmi Mata Shubhgun Mandir Sundar, Sheerodadhi Jata, maiyya Sheerodadhi Jata, Ratan Chaturdhsh Tum Bin, Ratan Chaturdhsh Tum Bin Koi Nahi Pata. Om Jai Lakshmi Mata Shri lakshmi Ji Ki Aarti, Jo Koi Nar Gata, maiyya Jo Koi Nar Gata Urr Anand Samata, Urr Anand Samata Pap Utar Jata. Om Jai Lakshmi Mata Om Jai Lakshmi Mata, Maiya Jai Lakshmi Mata, Tumko Nishdin Sevat, Tumko Nishdin Sevat, Har Vishnu Vidhata. Om Jai Lakshmi Mata
॥ Aarti Shri Santoshi Maa ॥
Jai Santoshi Mata,Maiya Jai Santoshi Mata। Apane Sewak Jana Ko,Sukha Sampatti Data॥
Jai Santoshi Mata॥ Sundar Cheer Sunahari Maa Dharan Kinho। Heera Panna Damake,Tana Shringara Kinho॥ Jai Santoshi Mata॥
Geru Laala Chhata Chhavi,Badana Kamal Sohe। Manda Hansata Karunamayi,Tribhuvana Man Mohe॥ Jai Santoshi Mata॥
Swarna Sinhasana Baithi,Chanvar Dhure Pyare। Dhoop Deep Madhumeva,Bhoga Dhare Nyare॥ Jai Santoshi Mata॥
Gud Aru Chana Paramapriya,Tame Santosh Kiyo। Santoshi Kahalai,Bhaktana Vaibhav Diyo॥ Jai Santoshi Mata॥
Shukrawar Priya Manat,Aaja Diwas Sohi। Bhakta Mandali Chhai,Katha Sunat Mohi॥ Jai Santoshi Mata॥
Mandir Jagamaga Jyoti,Mangal Dhwani Chhai। Vinaya Kare Hama Balaka,Charanan Sira Nai॥ Jai Santoshi Mata॥
Bhakti Bhavamaya Puja,Angikrita Kijai। Jo Man Basai Hamare,Ichchha Phala Dijai॥ Jai Santoshi Mata॥
Dukhi Daridri, Roga,Sankat Mukta Kiye। Bahu Dhana-Dhanya Bhare Ghara,Sukha Saubhagya Diye॥ Jai Santoshi Mata॥
Dhyana Dharyo Jisa Jana Ne,Manavanchhita Phala Payo। Puja Katha Shrawan Kar,Ghara Ananda Ayo॥ Jai Santoshi Mata॥
Sharan Gahe Ki Lajja,Rakhiyo Jagadambe। Sankat Tu Hi Niware,Dayamayi Ambe॥ Jai Santoshi Mata॥
Santoshi Maa Ki Aarti,Jo Koi Jana Gave। Riddhi-Siddhi, Sukha-Sampatti,Ji Bharakara Pave॥ Jai Santoshi Mata॥
॥ Aarti Shri Durgaji ॥
Jai ambe gauri maiya jai shyama gauri Tumako nishadin dhyawat hari bramha shivaji Maiya jai ambe gauri
Mang sindur virajat tiko mrigamad ko Ujjwal se dou naina chandrawadan niko Maiya jai ambe gauri
Kanak saman kalevar raktambar raje Rakt pushp gal mala kanthan par saje Maiya jai ambe gauri
Kehari wahan rajat khadag khappar dhari Sur-nar-munijan sewat tinake dukhahari Maiya jai ambe gauri
Kaanan kundal shobhit nasagre moti Kotik chandr diwakar rajat sam jyoti Maiya jai ambe gauri
Shumbh-nishumbh bidare mahishasur ghati Dhumr vilochan naina nishadin madamati Maiya jai ambe gauri
Chand-mund sanhare shonit bij hare Madhu-kaitabh dou mare sur bhayahin kare Maiya jai ambe gauri
Bramhani rudranitum kamala rani Agam nigam bakhanitum shiv patarani Maiya jai ambe gauri
Chausath yogini mangal gawatnritya karat bhairu Bajat tal mridangaaru baajat damaru Maiya jai ambe gauri
Tum hi jag ki mata tum hi ho bharata Bhaktan ki dukh harta sukh sampati karta Maiya jai ambe gauri
Bhuja char ati shobhivaramudra dhari Manwanchhit fal pawat sewat nar nari Maiya jai ambe gauri
Kanchan thal virajat agar kapur bati Shrimalaketu mein rajat koti ratan jyoti Maiya jai ambe gauri
Shri ambeji ki arati jo koi nar gave Kahat shivanand swami sukh-sampatti pave Maiya jai ambe gauri
Aarti Kunj Bihari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥
Gale Mein Baijanti Mala, Bajave Murali Madhur Bala । Shravan Mein Kundal Jhalakala, Nand Ke Anand Nandlala । Gagan Sam Ang Kanti Kali, Radhika Chamak Rahi Aali । Latan Mein Thadhe Banamali Bhramar Si Alak, Kasturi Tilak, Chandra Si Jhalak, Lalit Chavi Shyama Pyari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥
Kanakmay Mor Mukut Bilse, Devata Darsan Ko Tarse । Gagan So Suman Raasi Barse Baje Murchang, Madhur Mridang, Gwaalin Sang Atual Rati Gop Kumari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥
Jahaan Te Pragat Bhayi Ganga, Sakal Man Haarini Shri Ganga । Smaran Te Hot Moh Bhanga Basi Shiv Shish, Jataa Ke Beech, Harei Agh Keech, Charan Chhavi Shri Banvaari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥
Chamakati Ujjawal Tat Renu, Baj Rahi Vrindavan Benu। Chahu Disi Gopi Gwaal Dhenu Hansat Mridu Mand, Chandani Chandra, Katat Bhav Phand, Ter Sun Deen Dukhari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥
Aarti Kunj Bihari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥ Aarti Kunj Bihari Ki, Shri Girdhar Krishna Murari Ki ॥
Jai Jai Shri Shanidev Bhaktan Hitkari। Suraj Ke Putra Prabhu Chhaya Mahtari॥ Jai Jai Shri Shanidev Bhaktan Hitkari॥
Shyam Ang Vakra-Drishti Chaturbhuja Dhaari। Nilambar Dhaar Nath Gaj Ki Asawari॥ Jai Jai Shri Shanidev Bhaktan Hitkari॥
Kreet Mukut Sheesh Rajit Dipat Hai Lilari। Muktan Ki Maala Gale Shobhit Balihari॥ Jai Jai Shri Shanidev Bhaktan Hitkari॥
Modak Mishthan Paan Chadat Hai Supari। Loha, Til, Tel, Udad Mahishi Ati Pyari॥ Jai Jai Shri Shanidev Bhaktan Hitkari॥
Dev Danuj Rishi Muni Sumirat Nar Naari। Vishwanath Dharat Dhyaan Sharan Hian Tumhari॥ Jai Jai Shri Shanidev Bhaktan Hitkari॥